• Flash News

SALAAM BA HUZOOR - E - SAHEB WALI ULLAH

Allah - beginning with the name of - the Most Gracious Merciful, the Most Merciful.
SALAAM BA HUZOOR -E- SAHEB WALI ULLAH
ARMAGHAN SALAAM
(SALAAM GIFT/PRESENT)


"ASSALAM AI MAZHAR-E- SHAAN -E - KHUDA  ASSALAM AI  AASHIK - E - KHAIRUL WARA
 ASSALAM AI  SAYYAD  ISMATH AULIA  ASSALAM AI PAIKAR-E-SABAR WO RAZAA

 ASSALAM AI  KAUKAB-E-CHARKHE-WALA  ASSALAM AI MUNBA-E- JOOD -WO -SAQA 
 ASSALAM AI  DASTA GEER -E - BE NAWA ASSALAM AI DAAFA -E-SEHAR -WO- BALA


ASSALAM AI MALJA -E-KHALQ -E- KHUDA ASSALAM AI HAMI-YE-BE  DAST-WO-PA
ASSALAM AI KHADIM-E-DEEN -E - HUDA  ASSALAM AI  RAH BAR-E- RAAHE- HUDA 

ASSALAM AI MURSHAD-E -HAQ AASHNA  ASSALAM AI BEA NIYAZ -E- MA SIWA 

ASSALAM AI MEHRAM - E - IS RAAR  LAA  ASSALAM AI KAASHIF-E-SIR.RUN-NUMA

ASSALAM AI NAJA-E - JOAR -O- JAFA   ASSALAM AI RAAH-E-MILK- WA BAQAA 

ASSALAM AI SHAMMA-E - BAZM-E-AULIA  ASSALAM AI RAUNAQ FARA-E-SOOFIYA

ASSALAM AI KHALAQ KE HAAJAT RAWA ASSALAM AI NAASIR-WO- MUSHKIL KUSHA 

AI AZEEZ -O - AI  JALEES - E- AULIA    RAUNAQ AFZA YE HAREEM-E- ASFIYAA  

FAYZ JAARI AAP KA SUBH -O -MASA  HO AMEER WO-YA- FAQEER WO - BE- NAWA


HUM MUREEDON KI YAHI  HAI ILTEJAA  HAM PA HO FAIZ WA KARAM JAARI SADA

QAZI -E - TAQDEER KA HAI FAISLA HASHAR TAK JAARI RAHE YEH SILSILA

AFSAR* -E -BEEMAR PAR NA SHAAD PAR  RAHAM HO IS KHAN-MA BAR BAAD  PAR 

HO QABOOL BIMAAR AFSAR KA SALAM AAP KA FAIZ - WO- KARAM IS PAR MADAAM  

Az Qalam:- Syed Ruknuddin.{ Retired Urdu Munshi}
Ta'qalus:--- Afsar*

Sign up for Dargah Idhal